Royal Enfield Bullet Motorcycle Ka Aavishkar Kisne Kiya

Royal Enfield Bullet Motorcycle Ka Aavishkar Kisne Kiya

Royal Enfield Bullet Motorcycle ke baare mein Shayad Hi Kisi Ko Na bata ho. Royal Enfield yuvao  Me sabse Jyada Pasand ki jane wali motorcycle Hai. Is motorcycle ko pasand Karne Wale sirf me hi nahi balki puri duniya mein bahut Sare log hai. Lekin is motorcycle ko log Jyada istemal nahi karte hain. Lekin jitni bhi log is Motorcycle ko istemal karte hai. Vah Sirf Royal Enfield ko istemal Karte Hai. Or is ke naye model Ka Intezaar bhi Karte Hai. Chahe ise aane mein kitne mahine Lag Jaye.  Lekin Royal Enfield Ko Itna Pasand Karte Hai. Ki iska saalo Tak Intezar kar sakte hai

 Agar aapko bhi Royal Enfield motorcycle pasand hai. Ya aap ise istemal karte hai. To aapko iske bare me jyada achhe se pata hoga or iski takat ka bhi andaja hoga. Yah motorcycle dikhne me jitni Stylish hai. Utni hi damdar bhi hai. To aaj is post me ham aapko is motorcycle ke ithaas ke bare me batana hai. wale hai. ki kaise or kanha se yah banna shuru huaa. Or kaise yah bhart tak phuncha.

हिंदी में यंहा पढ़े :- रॉयल एनफील्ड बुलेट मोटरसाइकिल का अविष्कार किसने किया

Royal Enfield Bullet Motorcycle Ka Aavishkar Kisne Kiya

 Royal Enfield name ek cycle banane wali company The Enfield Cycle Company Limited of Redditch se liya gaya hai. Royal Enfield motorcycle sabse pahle 1901 me England me  Albert Eadie or Robert Walker Smith dwara banai gayi thi. Lekin is company ka itihaas isse bhi bahut purana hai. Or iske purane itihaas ki tarah is motorcycle ka design bhi bahut purana hai. Or yah ek esi bike hai. JO ki iski purane design ke baad bhi sabse jyada pasand ki jati hai. Lekin company me bahut bada lose hone ke bad yah 1978 me band kr di gayi thi. Lekin bhart me iski  manufacture company band nahi kiya gaya. 

1851 me “George Townsend” ne apni Needle (suee) banane wali ‘Girvy Works’ ko band kar diya tha. Lekin uske baad uske bete George Jr. or uske bhai ne usi company se  ‘boneshakers’ name ki ek pahli cycle banai. 1880 me vah cycle ke hisse banane wali company me badal gayi. Dekhte hi dekhte kuch saalo me unhone apni khud ki machine banana shuru kar diya.

1890 me yah company aarthik roop se kamjor ho gayi or inhe the financiers of Birmingham company se madadt leni padi. Lekin yah partnership jyada dino tak nahi chali. Or copmany ko financiers Alber Edie or R.W Smith ne liya or 1891 me ise nayi company jiska naha tha.“The New Enfield Cycle Company Limited,” tha. 1896 me isi company ne apni ek nayi company banai jiska name tha. “The New Enfield Cycle Company Limited,”  yah company cycle ke hisse banane ka kaam karti thi. Lekin 1897 tak is company tak is company is company ne puri cycle banane ka kaam shuru kar diya. Iske baad company ne cycle me kuch changes karne ki sochi or or 1899 me pahiye wali cycle banai. 

Image Source : Wikipedia

or isi parkar cycle par alag alag Experiment karte huye. 1991me 239 cc wale engine ki ek cycle banai gayi. Or is cycle me minerva company ka engine istemaal kiya gaya tha.

Iske baad 1903 me is company ne car banana bhi shuru kar diya tha. Lekin agale kuch saalo me is company ko car banane me bahut lose  huaa or 1908 me car banane ka yah kaam  Alldays & Onions company ko bech diya gaya.

Or iske baad company ne apni motorcycle banane par jyada dhyaan diya or 1910 me company ne 344 cc ka Swiss Motosacoche V-Twin engines ka istemal karke apni ek or bike banai. Or isi tarah company ki power ko badhate huye. 1912 me company ne 770 cc ka V-twin JAP engine ka istemal karte huye. ek or bike banai.

Lekin 1914 me  British War Department dobara is company ko motorcycle banane ka ek bahut bada Contract mila or isi ke sath  Imperial Russian Government  dwara bhi is company ko motorcycle ka ek bada  Imperial Russian Government contract mila.

Or iske baad is motorcycle ki popularity or jyada badh gayi. Or dusre world war ke doran British authorities ne is company ko Militia bike bake banane ka bahut bada contract diya or militia ke jaye jo bhi bike banay gaye. Vah alag alag model me banaye gaye the.

  • WD/C 350 cc sidevalve
  • WD/CO 350 cc OHV
  • WD/D 250 cc SV
  • WD/G 350 cc OHV
  • WD/L 570 cc SV

Or uske baad yah company duniya bhar me famous ho gayi. Or alag alag experiment karte huye. Is company ne apne alag alag model duniya bhar me launch kiye.

India Me Royal Enfield Motorcycle

Bhart me Royal Enfeild motorcycle banane wali comapny Chennai me hai. JAisa ki hamne bataya yah company England ki hai. Yah company 1893 me banai gayi thi.Or yah duniya ki sabse purani motorcycle me se ek hai. Jiska  production abhi tha ho raha hai.

Indian Government Police or Army ke liye ek achhi motorcycle ki talas me thi. tab unhe Royal Enfield Bullet Bike is kaam ke liye bilkul sahi lagi. Or unhone Royal Enfield Bullet Bike ke 350 cc wale model ke 800 motorcycle Oder kiye 1955 me Redditch company or Madras Motors company me partnership me ho gayi or Royal Enfield ko banane ka kaam bhart mr shuru kar diya. Or 1962 tak aate huye. Sare ke sare parts bhart mr banne lag gaye. Or puri bike hi bhart me banani shuru ho gayi.  

Royal Enfield Ki Kimat

Kisi bhi motorcycle  ki kimat uski power ke uper ya yun kahe ki uske engine ke uper Dependent karti hai. Isi tarah Royal Enfield motorcycle ne apni kai alag alag name se motorcycle nikali hai. Or uniki kimat bhi alag alag hai. NIche aapko Royal Enfield motorcycle ki kimat di gayi hai.

Bike Kimat Jankari
Royal Enfield Classic 350 Rs. 1.35 lakh 346 cc 37 Kmpl Petrol
Royal Enfield Himalayan Rs. 1.65 lakh 411 cc 29.48 kmpl Petrol
Royal Enfield Thunderbird 350 Rs. 1.46 lakh 346 cc 40 Kmpl Petrol
Royal Enfield Classic 500 Rs. 1.70 lakh 499 cc 32 Kmpl Petrol
Royal Enfield Continental GT Rs. 2.08 lakh 535 cc 25 Kmpl Petrol
Royal Enfield Thunderbird 500 Rs. 1.88 lakh 499 cc 30 Kmpl Petrol
Royal Enfield Bullet 500 Rs. 1.66 lakh 499 cc 30 Kmpl Petrol
Royal Enfield Continental GT 650 Rs. 4.25 lakh N/A
Royal Enfield Interceptor 650 Rs. 3.50 lakh N/A

Or isi tarah apne production ko aage badhate huye. Company aaj puri duniya me raaj kar rahi hai. TO is post me hamne aapko  Royal Enfield Bullet Motorcycle ka aavishkar kisne kiya.  , bullet ka avishar kisne kiya , Bike ki khoje kisne ki ,who invented bike  in hidni ke bare me bataya hai. Agar aapko yah jankari aapko pasand aaye to share karna naa bhule.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top