GPS Se Kar Sakte Hai. Ye 5 Kaam
GPS ( Global Positioning System) ke bare me to suna hi hai. GPS satellite transmit signal GPS receiver Tak punchata Hai. Or Hame location pata karne me kaam Aata Hai.Iska istemal karke aap koi bhi location dekh sakte hai. Or agar aap sochate hai. Ki GPS ko aap sirf Navigation ke liye use kar sakte hai. Or jyada jankari ke liye aap hamari purani post dekh sakte hai. GPS Kya Hai. Or Kaise Kaam Karta Hai.
To mai aaj aapko bata du ki aap GPS ki help se bahut kuch kar sakte hai. Mai aaj aapko bataunga ki aap GPS ki help se kya kya kar sakte hai. Kyonki GPS bahut kaam aata hai. To dekhiye Kya Kya kaam aata hai.
GPS Se Kya Kar Sakte Hai. Ye 5 Kaam
- अपना फोन ढूंढे सकते है
- अपनी कार की सुरक्षा के लिए
- Key और Wallet को ट्रैक कर सकते है
- अपने Vehicle की सेफ्टी के लिए
- अपनी लोकेशन शेयर करने के लिए
1 . Apna Phone Dhundh Sakte Hai.

Yadi aapka phone Kabhi chori ya Gum Ho Jaye ya aap Kahi par rakh kar Bhool Jaye to aap GPS ki help se apne phone ki location Ka Pata Laga sakte hai. Aap Ko Bata De Apple or Android smartphone ke andar ase bahut se feature milte hai. Jinki help se aap apne phone ki location ko trash kar sakte hai. Yadi aapka phone gum ho jaye ya chori ho jaye to aap apna phone Apple ID ya Google ID se login kare or Usko trash kar sakte hai. Aap isme aap ko or bhi option Milenge Jaise Yedi aapka phone lock karna ho ya apne phone par ring Badani ho ya phir phone koi Earse karna ho to aap kar sakte hai. Par aapko bata du ki yadi aapko apna phone trash karna hai. To aapke phone ka internet connection on hona chahiye Kyunki aap ke phone ka Internet connection on nahi hoga. To aapka phone trash nahi kiya Ja Sakta.Or vah id sirf vah location batayegi. Jis location par aapka phone aakkri baar online tha.
2. Apni Car Ki Safety Ke Liye

Aaj car chori ke kitne case aapke samne aate hai. Yadi aap apni car ki safety chahte hai. To kuch ase device aate hai. Jaise Mampyindia unko yadi aap apni car me lagate to aap GPS ki help se apne work ko trash kar sakte hai. Aapko bata de ki yah device aasani se aapko kisi bhi online shopping website par mil sakte hai. Or na hi inki jyada price hai. Or yah bilkul Water proof hai. Jis se in ko koi nuksan nahi hota. Yadi aap apni car me laga de or yadi aap yah device apni car ke andar laga dege to aap apni car ki safety banaye rakhege kyonki yadi aap ki car chori ho jaye to aap use aasani se GPS ki help se trash kar pata laga sakte hai.
3. Key Or Wallet Ko Track Kar Sakte Hai.

Ham apna jyadatar impotent saman apne Wallet me hi rakhte hai. Jaise card or rupay or KEY bahut impotent hoti hai. kyonki vah hamari gadi ya kisi impotent almari ya ghar kyon sakti hai. Yadi aap apne wallet or KEY ko safe rakhna chahte hai. To market ke kuch ase advice available hai. Jaise jinko aap apne wallet me rakh sakte hai. Ya kisi ke sath jod kar rakh sakte hai. Or vah itne chote hote hai. Ki aap ko aasani se wallet me rakh sakte hai. Or yadi un device se GPS ki help se aasani se apne wallet ya KEY location ko trash kar sakte hai. Aapko bata du ki kon se device ko kharid sakte hai. Jaise Portronics Tring, Nut Mini Smart or bhi bahut ase device jinko aap aasani se apne wallet me rakh sakte hai. Or yadi wo kho jaye to aap use aasani se GPS ki help se trash kar sakte hai.
4. Apne Vehicle Ki Safety Ke Liye
Yadi aap ke paas bike ya koi other two wheeler vehicle hai. To aap Yadi Lets Track Bike Series ka use karte hai. To aap use GPS ki help se trash ki bike karke usko monitor kar sakte hai. Is se aapke bike ki location se lekar other bahut si information monitor Aayenge. Jaise Speed net speed fuel average parking notification or Bhi bahut si jankari aapke monitor par aa Jayegi. Aap is device ki madat se apni bike Ki pichle 24 ghante ki location track kar sakte hai. Or is device ke andar Ek battery Lagi Hui Hai. Jo ki 3 ghante Chalti Hai. Or aapko bike se releted sari information deti rahri hai. Yadi aapka bike chori ho jaye to aap aasani se apni bike ki GPS ki help se location trash kar sakte hai. Is device ki help se yadi aapne bike ke andar lgaya hai.
5. Apni Location Share Karne Ke Liye

Yadi aap apni location apne kisi or dost ya kisi other aadmi ko share karna chahte hai. To aap GPS ki help se apni location ko share kar sakte hai. Iske liye aapko Google Map application ki jarurt padegi. Jiski help se aap apni location other aadmi ko share kar sakte hai. Aapko bata de kuch time pahle hi google ne Trusted Contact application launch ki hai. Jiski help aap kisi bhi time apne kisi Contact ko apni location share kar sakte hai. Jo number Contact me hai. Usko aap Emergency me kisi bhi time apni location share kar sakte hai. Aap ko bata degi. Yah application GPS ki help se sadhe hi aapke contact ko aap jise apni location share karna chahte hai. Use aap ki location De degi.
To aaj hamne aapko bataya ki aap GPS se kya kaam kar sakte hai. Or iske 5 sabse best kaam ke bare me bataya.
Agar aapko yah jankari achhi kage to ise share karna na bhule