Photoshop Me Hindi Kaise Type Kare

Photoshop Me Hindi Kaise Type Kare

Photoshop me ham type Sirf kuch design ke liye karte hai . ham iske koi notes ya Book type nahi kar sakte hai. isi liye hame alag alag tarh ke font bhi chahiye hote hai . Lekin hamare computer me Sirf ek hi hindi ka Font hota hai Aur bhi ache se kaam nahi karta hai . isi Liye hame extra font install karne Padte hai .

Aaj main Aapko photoshop me Hindi font ko download karke instal karna Aur use typing karna btaunga., Photoshop me Typing Karna thoda Muskil hai Agar Aap Naye Font Se Typing Karna Chahta Hai .Lekin Agar Aap Kanhi Se Hindi Copy karke Paste karoge TO Vo Simple Hindi Hogi Jo Ki Photoshop me Default Font hota hai bs ek font se Typing Hogi , Agar Aap Apne Degisn ke Liye Hindi type karna Chahte Hai To Aapko Alag Font Dalna padega .Or Type Karni Padegi .

Photoshop Me Hindi Kaise Type Kare

Photoshop Me Hindi Kaise Type Kare 1

Lekin Jaise English Keyboard Ke text Alg Alg Hote Hai Vase Hindi ke Bhi Alg Alg Hote hai Ye Aapko Dekhna Padega Ki Jab Ham Koi Keyword Dabate hai to Kon sa Hindi Text Type Hoga.

Maine Is Phot me me share kiya  hai Ki Photoshop me hindi type karte samy English Ke Kon kon se Word Se Hindi Me kon sa Word Type Hoga.

 

Is Post me Aapko hindi me typing kaise kare english typing kaise sikhe hindi mein kaise likhte hain whatsapp me hindi me kaise likhe english keyboard se hindi typing english ko hindi me convert hindi typing sikhne ka tarika Ke Bare me Btaya gaya hai .Agar iske bare me koi bhi sawal ya sujhav hoto neeche comment karke pucche.

0 thoughts on “Photoshop Me Hindi Kaise Type Kare”

  1. त्रिभुवन कुमार

    बहुत बढिया सर एकदम सरल है आप ने जो टाइपिंग के लिए फोटो डाले है वो ज्यादातर मददगार साबित हुआ है
    धन्यावाद सर

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top