Photoshop Me Hindi Kaise Type Kare
Photoshop me ham type Sirf kuch design ke liye karte hai . ham iske koi notes ya Book type nahi kar sakte hai. isi liye hame alag alag tarh ke font bhi chahiye hote hai . Lekin hamare computer me Sirf ek hi hindi ka Font hota hai Aur bhi ache se kaam nahi karta hai . isi Liye hame extra font install karne Padte hai .
Aaj main Aapko photoshop me Hindi font ko download karke instal karna Aur use typing karna btaunga., Photoshop me Typing Karna thoda Muskil hai Agar Aap Naye Font Se Typing Karna Chahta Hai .Lekin Agar Aap Kanhi Se Hindi Copy karke Paste karoge TO Vo Simple Hindi Hogi Jo Ki Photoshop me Default Font hota hai bs ek font se Typing Hogi , Agar Aap Apne Degisn ke Liye Hindi type karna Chahte Hai To Aapko Alag Font Dalna padega .Or Type Karni Padegi .
Photoshop Me Hindi Kaise Type Kare

- Sabse Pahle Apne Computer Ya Window Me Hindi Font install Kare
- Agar Aapk nahi pata Kaise Or Kanha Se Hindi Font Install karn hai To Yanha Dekhe (कंप्यूटर में हिंदी Font डाउनलोड और इनस्टॉल कैसे करे)
- Ab Photoshop Khole Or “Ctrl+N” Se New File Shuru Kare
- Ab Typing Tool Par Click kare Or Kuch Bhi Type Kare
- Ab Sare Text Select kare Or Hindi Font Select Kare
- Aapki Typing Apne Aap Typing Hindi H jayegi
Lekin Jaise English Keyboard Ke text Alg Alg Hote Hai Vase Hindi ke Bhi Alg Alg Hote hai Ye Aapko Dekhna Padega Ki Jab Ham Koi Keyword Dabate hai to Kon sa Hindi Text Type Hoga.
Maine Is Phot me me share kiya hai Ki Photoshop me hindi type karte samy English Ke Kon kon se Word Se Hindi Me kon sa Word Type Hoga.
Is Post me Aapko hindi me typing kaise kare english typing kaise sikhe hindi mein kaise likhte hain whatsapp me hindi me kaise likhe english keyboard se hindi typing english ko hindi me convert hindi typing sikhne ka tarika Ke Bare me Btaya gaya hai .Agar iske bare me koi bhi sawal ya sujhav hoto neeche comment karke pucche.
बहुत बढिया सर एकदम सरल है आप ने जो टाइपिंग के लिए फोटो डाले है वो ज्यादातर मददगार साबित हुआ है
धन्यावाद सर