Fl Studio Me Song ki Mixing Mastering Kaise Kare
Agar aap Fl Studio ke bare me Janna Chahte hai to hamari website par aapko Iske bare me bahut jankari milegi , Agar aap Video ke Dwara is software ko sikhana Chahte hai to hamare Youtube Channel Ko Subcribe kare.
Aaj main aapko Song remixing ko badiya banane ke liyeKuch tips aur tricks bataunga niche video ke link par click karke video dekhe aur aapko ache se samjh me aajayega ki kaise aap apne song ki Mastering kar sakte hai . Agar video pasand aaye to like Aur share karna na Bhule .
Fl Studio Me Song ki Mixing Mastering Kaise Kare
Fl Studio Tips Mixing Mastering Kaise Kare Is Video Me Aapko Batya jayega Ki Kaise Aap Fl studio me Apne Music Ki Mastering Aur Mixing kar sakte hai, AurIske Liye Kin Vst Plugin Ka Aap Istemal karsakte hai unke bare me Bhi batya Gaya hai.
Yeh Bhi Dekhe
- Ableton Live 9 Mein Hindi Song Remix Kaise Kare
- Old Song Ki BPM Kaise Pata Kare
- FL Studio Se Remixing Ki Best 5 Tips
इस तरह के और भी टिप्स के लिए आप हमारे फेसबुक पेज को Like कर सकते हैं, और YouTube चैनल को Subscribe कर सकते हैं. या Visit कीजिये हमारी वेबसाइट पर
►फेसबुक पेज : HindiGyanBook
►YouTube चैनल : HindiGyanBook
Agar Aap Fl Studio ke Bare me kuch bhi Janna Chahte hai To niche Comment karke Puche sakte hai .
Fl mixing song ke liye bit kaise match kare
Fl studio 12 song.s remixing hota hai toh song.s k sath humi batao ki ya pe kaise kiya hoga 4 5 song ko remix kar k video you tube par upload kar de thank you sir
sir mushe hard beat chahiye
sir.nagpuri song dj song kaise banaye please
Sir fl studeo me vokal ka awaj patla kaese kare help me sir
patla kaise ..
my dj voice tag DULHAN DJ SOUND SAHIL RIDMALSAR
Sir ye bataye ki song ko mastering karane ke baad bhi song main baaki voice sunaai deti hai jisase song ko mix karane main dikkat aati hai Un voice ko kaise down kare ki song achhe se mix ho jaye
baki voice kiski
I want fab fillter vst
Plz send full versn download link
fab filter isttal kar liya hu lekin fl studio me dikh nahi raha hai
Fl studio mei song me Jo pahle se bass or music hai use kease hataye taaki apna music de sake
adobe audition se
mujhe kuj nhi pta is software. k baare mai bus itna btayo k yeh use kaise hota hai or DJ song kaise banta a
G.vening sir mein janna chata hu ki dj dholki kese banate hai plz sir
Sir plese adobe audition cs6 ka password send kar do plese sir
Plese